Tuesday 11 August 2009

Meri Biwi aksar kahti hai.....
tu luch-cha hai kamina hai....
main jail kara dungi tujhko....
tune mera chain jo cheena hai....

Yeh kaun-kaun hai saut meri.....
jinse chakkar chalaya hai.....
teri net friendship breaking ko....
maine net kaa tar hataya hai.....

Yaro ab usko samjhao....
are yeh mazak hai chalta hai.....
internet-ee prem se bhi
kya koi itna jalta hai.....

Meri zaan jara sun dheere se....
tere shikwe door karunga main.....
chal bed pas main khali hai.....
tujhe jamkar pyar kaunga main....

phir bach-che bapis aagaye to.....
yeh kaam kathin ho jayega..
tu bhi pyasi main bhi pyasa....
sab-kuch dil main rah jayega....

Isliye tu zaldi haan kah de.....
meri zan kahde-meri zan kahde....
teri ankhion main main doob marun.......
aa zan meri tujhe pyaar karun.....

No comments:

Post a Comment